mast item hai
beti ne bola tha mangwane ko apne skincare routine ke liye, usne hi suggest kiya tha mere liye bhi ek le lo. kasam se skin kaafi smooth lagne lagi hai abhi do hafte me hi. bilkul chipchipa nahi hai turant skin me ghus jata hai. badhiya cheez hai.