soch rhi thi faltu hoga
pahile thoda doubt tha ki ye water-based treatment skin pe kaam karega ya nahi, but use krne ke baad pata chala ki fine lines pe thoda farak pad rha hai dehydration ki wajah se jo thi. texture bada light hai skin pe ✨ bas packaging thodi aur secure ho sakti thi